Ye ek bhaut bada elaka hai Atlantic Ocean mei Florida , Puerto rico aur Bermuda ke beech mei hai . Ye shetra khunkhaar rahesyo se bhara hua hai . Yha se kai saaare hawai jahaz aur paani ke jayaz gayab ho chuke hai . Iss jagah ka dusra naam bhi hai . wo hai THE DEVIL'S TRAINGLE . Kuch jahaz toh abhi tak paaye bhi ni gaye hai . Iske baare mei bhaut saari kahaniya hai ki ye kyu hua kese hua aur kb hua . koi kehta hai kya per aliens rehte hai koi kehta hai yha per koi samudri danav rehta hai . pr ye sab baatein anumaan hai .
#Bermuda_Triangle #Bermuda_Triangle_Hindi #bermuda_triangle_solved
Comments
Post a Comment